submitted sms 'WackyWant'

 

Submitted SMS

Ishq wale aankhon ki baat samaj lete hain
Khwab main aajaye to mulaqat samaj lete hain
Yu to ashk bahata hai aasman b dharti k liye
Log us k ashkun ko Barsat samaj lete hain
Submitted by:Rashid Tariq


Kitni jaldi yenh mulaqat guzar jati hai
Pyas bhujti nahi aur Barsat guzar jati hai
Apni yaadon se keh do k na aaya karain
Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai
Submitted by:Munawar


Wo mila hum ko kahani bankar
Dil mian raha pyar ki nashani bankar
Hum jinhen jaga dete hain aankhon k ander
Aksar wohi nikal jaate hain pani bankar
Submitted by:Abbas Ali


Tabeeb milte hain dawa nahi milti
Dawa milti hai shafa nahi milti
Sari duniya goom k dekhi hai
Haseen milte hain magar Wafa nahi milti
Submitted by:Wacky


Raat ko naya chand mubarak
Chand ko chandni mubarak
Falak ko sitare mubarak
Sitaron ko bulandi mubarak
Aap ko naya islami saal mubarak
Submitted by:Kh Kamran


Koi to hota!
Koi to hota
Main jis k itna qarib hota
Na pas koi raqib hota
Main tanha us ka Habib hota
Yeh silsila b ajeed hota
Submitted by:Kh Kamran


Yad krna nachaho gy to yad aen gy hm
Teri Nindon tre Khawabon py cha jaen gy hm
Hr shay men mera Aks nazr ay ga tumen
Jb tri ponch se dor nikal jaen gy hm
Submitted by:Abbas Ali


Raat ko raat ka tohfa nahi diya jata
Dil ko jazbat ka tohfa nahi diya jata
Dene ko to hum apko Chand b de dain
Lekin Chand ko Chand ka tohfa nahi diya jata
Submitted by:Rashid Tariq






1 | 2