Lovers SMS
Chand ki raton main sara jahan sota hai
Lekin kisi ki yadoon mian koi badnaseeb rota hai
Khuda kisi ko mohabbat pe fida na kare
Agar kare to kisi ko juda na kare
Khushi se dil ko adaab karna
Aur ghum ko dil se azad karna
Hamari bus itni guzarish hai k hame b
Din mian aik baar yaad karna
Pani ka ek katra aankh se gira abhi abhi
Kya tum ne mujko yaad kiya abhi abhi
Tujh se mile zamana hua magar
Kyun laga koi mujse mil k gaya abhi abhi
Kisi mor per hum aapko khone nahi denge
Juda hona chaho to b hone nahi denge
Chandni rato mein aayegi meri yaad
Meri yaad k wo pagal apko sone nahi denge
Apko bhool jau umar guzarne ki baat hai
Apko na ho yaqeen ye aur baat hai
Jab tak rehengi saans tab tak rahoga yaad
Ye saans toot jaye to aur baat hai
Apne hothon par sajana chahta hu
Aa tujhe me gungunana chahta hu
Thak gaya me karte karte yaad tujhko
Ab tujhe me yaad aana chahta hu
Bikhre ashkon ke moti hum pro na sake
Teri yaad main sari raat so sake
Bheej na jaye ansuo me tasveer teri
Bus yahi soch ker hum ro sake
Unki mohabbat ka abhi nishan baaki hai
Naam labh par hai jaan baki hai
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hain
Tasalli hai k abhi shakal ki pehchan baaki hai
Kabi gamo se tumari mulakat na ho
Udaas bethe raho aisi koi baat na ho
Shiqayat ho to hume maf kar dena
Fursat mile to hume yaad karna
Lamhe judai k bekarar karte hain
Haalat mere mujh laachar kerte hain
Aankhe meri par lo kabhi
Ham khud kaise kahe k aapse pyar kerte hain
1
|
2
|
3
|
4
|
5
|
6
|
7
|
8
|
9
|
10
11
|
12
|
13
|
14
|
15
|
16
|
17
|
18
|
19
|
20